my accident this is my real story of my life
ye jo kahani main apko sunane jaa raha hu ye mujhe pilibhit se pradeep ne bheji hai. ye koi jhooti kahani nhi hai yah sachi ghatna hai jo ki pradeep ke sath ghati thi. to aao sunte usi ki jubani
hello dosto mera naam pardeep hai aur pilibhit u.p se hu ye baat kuch time pahle ki hai main aur mere do friends kisi kaam se bike par jaa rahe the ki tabhi achanak se hamara accident ho gaya tha ab baha par bahut se hindu log khadhe -2 tamasha dekh rahe the kisi ne police ko phone tak nhi kiya tha.
ye bhi padho:--
ek anjana sa rista
hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-1
hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-2
tabhi baha par scorpio lekar ek pathan aaye jo ki ek mushlim the unho ne mujhe dekha turant hi hum tino dosto ko uthaya hum log khoon se bhige huai the fir unho ne mujhe hospital me le jakar bharti karbaya mere papa ko phone kiya aur meri bahut help ki aaj bhi dosto aise log hai jo seva se badha koi dharm nhi mante hai. dosto agar bo pathan uncle nhi hote to shayad aaj main apko apni ye kahani nhi suna raha hota. agar apke aaspass koi bhi problem hai. to aap uski help jarur kare.
thanxx
to dosto ye jaankari apko kaisi lagi mujhe jarur bataye aur
agar apko bhi kahni likhne ka shuk to aap hume apni kahani ya koi achi si poem likhkar apna pura naam pata aur ek passport size ke sath hume mail kare
madangangwar94@gmail.com ya facebook kare.

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon