hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-1

hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-1

maine dekha bo khadhi thi main use dekhta hi rah gaya aur bo chali gayi


main roj jab udhar se gujarta tha theek todha sa aage badhkar gali ke nukadh par uska ghar tha. ek din main udhar se jaa raha tha ki maine dekha bo khadhi thi main use dekhta hi rah gaya aur bo chali gayi agale din fir bo mujhe bahi mili fir dhire dhire ab ye hamara roj ka ho gaya tha. jis din bo nhi dikhti us din kuch dekhne ka maan hi nhi karta tha.


aise hi karte karte 2 saal gujar gaye the fir ek din maine sonch hi liya tha ki aaj to main kah ki rahunga ki mujhe tumse payar ho gaya hai hai main tumse payar karta hu.



mujhe aaj bhi yaad hai. main us din puri raat nhi soya tha bus yahi sonchta raha kal kaise kahunga aise kahunga ye kahunga ya bo kahunga tum mujhe bahut achi lagti ho ye kahunga. aise hi sonchte-2 puri raat gujar chuki thi pata hi nhi chala kab subah ho gayi.


subah uthkar main taiyar hua aur usse kahane ke liye jaane hi wala tha ki mummy ne aabaj di ...

ki aaj sham ko jaldi aa jana ek shadi me jaana hai. maine kaha ok mummy

aur fir ghar bahar akar uske ghar ki tarf chal diye tabhi ek jhatka sa lag gaya kynki uske ghar me tala(lock) laga hua tha. ek dam se hajaro sawal mere dimag me dadhne lage the ki kaha gayi hogi. aur chup-chap ghar akar apne room me let gaya. na bhok lag rahi thi na payas bus ek hi baat kaha gayi hogi bo din itna badha lag raha tha ki main bata nhi sakta bus ye lag raha tha ki ab ye din kabhi khatam na hoga.

sham ko maa ne aabaj di shadi me jaane ke liye ab jaana to main bilkul nhi chanta tha par maa ki baat kaun talta main taiyar ho gaya aur fir hum shadi wale marriage hall me pahunch gaya.

ab yaha jo maine dekha uski to maine kabhi kalpna bhi nhi thi main pagal sa hone laga tha muje kuch smjh me nhi aa raha tha ki ab main kya karun. main sonchne laga ki ye meri galti thi yaa fir main kayar tha ho sakta hai ye mera bhram tha. ya fir bo jhoti thi.

jiske liye main do saal se paagal tha aaj uski hi sadi me main invite hu lekin fir todha ruka aur sonchne laga ki kyn tumne kabhi kuch usse kaha nhi to fir galti hai hamari

ek anjana sa rista

my accident this is my real story of my life

hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-2


aur fir apni ankho ke anshoo ponch kar saaf kiye aur uski saadi me khana khane ke baad g bhar ke dance kiya. bo bhi mujhe dekhkar smile kar rahi thi.

fir use wish kiya uske baad main apne ghar aaa gaya.

to friends hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-1 apko kaisi lagi mujhe jarur bataye aur agali hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-2 hum apke liye kal fir se lekar aayenge tab tak liye namshkar friends 
ye kahani apki kaisi lagi mujhe jarur bataye aur mujhe fb par like share kare apke aisa karne se mujhe aur likhne ki himat milti hai.
Previous
Next Post »

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon