ek anjana sa rishta - kahani inshaniyat ki .......

inshani rishata hota har majhab se badh:-

 ye baat un dino ki hai. jab hindu-mushlim jagdha chal raha tha....
source image: idiva.com

ye baat un dino ki hai. jab hindu-mushlim jagdha chal raha tha. aur ham ghar par chuti lekar aye the mujhe yaha aakar pata chala ki yaha to bahut jagdha chal raha hai. pata chala ki yaha har charhe par carfiyu laga tha. yaha se bahar ka jo bhi banda aata tha use to ye andar band kar dete the...

ab... to main bahut dar gaya tha ab meri akal bhi mera sath chodh chuki thi mujhe bus apne charo tarf police hi police dikhai de rahi thi ab apne sir par hanth rakhkar baith gaya aur bapas jaane ke bare me sonchne laga ki tabhi achanak ek rikswa wala mujhe dikhai diya. maine usse se puncha kya tum hindu ho ya mushlim par bo kuch nhi bola.

fir bo bola apko jaana kaha hai. maine ushe pata bataya bo bola ek shortcut tarika mujhe pata hai. agar chanhe to main baha se apko ghar tak pahuncha sakte hain.

aur usne fir mujhe choti -2 galiyon se hote hua mere ghar tak mujhe pahuncha diya. tab maine kaha bhai kitne paise hue apke to usne kaha ki main jab kisi ki help karta hu to paise nhi leta hu. aur bo baha se chup- chap chap chala jata hai.

agale din news paper utha k dekhta hu achanak ek khabar se mere rangte khadhe ho jaate usi rikswa wale ki photo akhabar me chapi thi...

ye bhi padho;--

my accident this is my real story of my life

hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-1

hamari adhoori kahani hai ye payar ke kisse hai part-2


aoo dekhte hai kya likha iske baare me are ye kya ye to musalmaan tha ishe hamare muhle ke hinduo ne maar dala....ab to main rone raga tha aaj mere dil se bo saari nafart jo muslmaano ke liye thi bo khatam ho gayi thi main maan hi maan apne aap ko kosne laga tha kas main na ata na bo marta main aaj bhi khud uski maut ka dosi maanta hu aaj bhi ush ghatna ko sonchta hu to ankh nam ho jaati hai.
 ye kahani apne friends ke sath share kare taki hamare desh me thodhi tarki ho sake.

        ye kahani hume hamare ek vistor ne bheji hai.
 inka naam khusiram hai. ye kaanpur rahte hai.
agar apko bhi kahni likhne ka shuk to aap hume apni yan koi achi si poem likhkar apna pura naam pata aur ek passport size ke sath hume mail kare
madangangwar94@gmail.com ya  facebook  kare
Previous
Next Post »

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon