Virus kya hota hai? Aur ye computer me kaise aa jata hai? Ishse computer par kya prabhav padhta hai?

Virus kya hota hai? Aur ye computer me kaise aa jata hai? Ishse computer par kya prabhav padhta hai?

Virus ka matlb hota hai aise ghatak attak program jo computer ki files ko aur uske data ko hani pahunchate hai.

Virus ka matlb hota hai aise ghatak attak program jo computer ki files ko aur uske data ko hani pahunchate hai. Ye computers ki files ko chin-bhin kar dete hai. Aur in virus ki bajah se computer ki gati par bhi kafi ashar padhta hai. Jiski bajha se kabhi kabhi to computer karya karna bhi band kar deta hai.

Virus  computer me kaise aa jata hai?

Virus aane kai reason hote hai jaise- agar aap koi aisi file open karte ho jo kisi virus se judhi hai to aisi files ko open karne se hamare computer me virus aa jata hai. Yadi apko paas koi aisi flapi disk hai jisme virus hai to baha se bhi virus aa jata hai.
Agar aap kisi dushre ki pendrive ya sd card hai. Jisme pahle se hi virus hota hai to bhi apke computers me virus aa sakta hai.
Kuch hachers aise software ko bante hai jinse apke computer me save apka data chura lete hai.
Kai baar aise  email hamare email par aa jate hai. Jinse hum parchit nhi hote hai. Jo hamare liye anjan hote hai. Aur jaise hi hum unke email open karte hai hamare computers me virus aa jate hai.

Kaise bache computers se :---

1.       Aise software’s kabhi na use kare jinke bare me apko puri jaankari na ho.
2.       Internet par browsing karte waqt kuch aisi websits hoti hai. Jin par likha hota hai check now your pc security un par lick na kare
3.       Kisi ki maicro cheep , sd card etc ko sacan kar le tabhi use kare.
4.       Unkown parson ka email bina open kiye hi delete kar de

Iske alba agar apko koi problem ho to aap hume comment kare hum apki help jarur karenge hume apki help karne me khusi hogi.

Previous
Next Post »

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon