Adobe photoshop me kisi bhi image ka size kaise change karte hai?
Aaj main apko image size change karna sikhunga dosto ye
bahut hi ashan hota hai. Iske liye aap in steps ko follow kare
Step.1 upar menu baar me image par click karo
Step.2 aur fir image
size par click kar de agr apko samjhne me koi dikat ho to image me dekho
Step3. Ab apke computer screen par ek dialog box open ho
jayega jaisa aap niche image me dekh sakte ho.
Step. 4
isme apko size frist box me chang karna hai. Matlnb
width badlani hai. Height apne aap change ho jaati hai.
Step. 5 ab aap ok par click kar do aur ab apke image ki size
change ho chuki hogi.
ye bhi padho:--
Ab aap age aur bhi bahut si baten jpo abhi baki adobe
photoshop ki jaankari sikhoge hum apko har din kuch na kuch naya iske liye aap
hamara group join karo hume subscribe karo



1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon