hamari adhoori kahani ye payar ke kisse part-4

hamari adhoori kahani ye payar ke kisse part-4 kaha tum chale gaye

roma is kahani ki mukhya patra hai. aur rawnney bhi is kahani ka hero hai. rawnney ki sakal bahut hi bhaddi hai.


roma is kahani ki mukhya patra hai. aur rawnney bhi is kahani ka hero hai. rawnney ki sakal bahut hi bhaddi hai. use koi bhi dekhna pasand nhi karta tha roma ki ankho ki roshni pachapan se hi chali gayi thi bo bo bachapan se hi kuch bhi dekh nhi sakti thi.

rawnney aur roma dono ki bahut hi achi dosti ho jaati hai.

dono baithkar aaps me ghanto baate karte the. dhire -2 in dono ki dosti payar me badal gayi.

fir ek din

roma- ranney tum mujh kitna payar karte ho

rawnney- bahut duniya me sabse jayda

roma- kash main tumhe dekh sakti. kash main is duniya ko dekh sakti kaisi dikhti hogi ye duniya. kya main kabhi is duniya ko dekh paungi ya nhi

ab rawnney kuch der k liye khamosh ho jaata hai. kuch der sonchne ke baad kahta hai

rawnney- tum mujhe ek baat

bataoo ki tum mujhe dekhna chanti ho ya is duniya ko


roma - khusi se kahti hai. dono ko

rawnney- ye mere sawal ka jabab nhi hai

roma - such kah rahi hu gambhir hokar

rawnney- thik hai fir tumhari ye icha jarur puri karunga

agale din roma ko aspatal me bharti karaya jata hai. aur uski ankho ka opration kiya jata hai. fir uske baad uski ankho ko badal diya jaata hai.

aur jab roma ki ankhe kholi jaati hai. to uske saamne bo duniya thi jise aaj se pahale usne kabhi dekha hi nhi tha. bo is duniya ki chamak ko dekhakar us rawnney ko bhool gayi jisne use apni ankhe daan ki thi. aaj usne bo sabhi riste dekhe jhoote the use riste ko bhool gayi thi jise payar kahte hai. aaj use maa-baap bhai. apne dikhai de rahe the.

jab bo jaa rahi thi to aspatal ke get par bahar khadha rawney jiski anhko par aaj kala chasma laga tha. jo apni ankhe kisi ko de chuka tha uske intjar me khadha tha. jiske pass se roma chali jaati hai. kynki usne rawney ko kabhi dekha hi nhi tha rawnney intjar karta raha lekin roma nhi ayi. roma to jaa chuki thi
Previous
Next Post »

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon