computer me password remove or change kaise kare ?
aaj main apko is post me bataunga ki apne computer me password remove or change kaise karte hai.
to aao dosto aaj hum seekhte hai ye jaankari aap niche in steps ko follow kare.
step.1 sabase pahle start menu par click karo. aur control panel me jaoo
step. 2 ab agar aap password change chante ho change the password par click kar do.
step.3 ab apke samane ye aisi image ke jaisi screen open ho jayegi. yaha par aap no. ke hisaab se samjh lijiye.
1. current password - isme apko bo password enter karna jo apke pass pahle se hai.
2. isme apko apni pasand ka ek new password dalana hai.
3. isme bhi apko bahi new password dalkar confirm karna hai.
4. isme apko ek password hints dalni hai. matlb ye ki koi aisi pahchan banani hai. jisse bo password apko ache se yaad rahe.
5. ab apko change password par click karna hai. aur fir change ho gaya apka password.
aise hi agar aap apna password remove karna chante ho to remove the password par click karo.aur jo apka password hai use enter karne ke baad remove password par click akr do.
aur apka password remove ho jayega. smjhne ke liye aap ye screenshot bhi dekh sakte ho.




1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon