online paise kamaye revenuehits ke ads lagakar

online paise kamaye revenuehits ke ads lagakar 

Main aaj apko Revenuehits Ads Network ke bare me bataunga. Jo google adsence ke baad sabse achha vikalp(option) hai paise kamane ka..
Hum aur aap ye achi tarha se jante hai ki Google Adsense ke Ads lagane ke liye humara Blog 6 mahine(month) purana(old) hona chahiye aur kam se kam 40 se 50 badhiya post bhi hone chahiye. Hum Blog(Website) isliye banate hai ki isse hum kuch paise kama sake. Par jab humara Blog(Website) new hota hai to hum Google Adsense ke Ads nahi laga sakte. Aise me Revenuehits achha vikalp(option) hai paise kamane ka to aoo friends pahle main apko bata dun ki revenuehits kya hai aur ye kaise kaam karta hai.
Revenuehits Kya Hai ? kaise kaam karta hai?
Revenuehits ek Ad Network site hai jise MyAdsWise Ltd. Ne 2008 me suru ki thi. Revenuehits ek different Ads network hai jo CPA Ad Network par Bassed hai. Jo visitor dwara kiye har Action pe hume paise deti hai. CPA Ad Network CPC ya CPM se thoda agag hai. Jab koi visitor humare  website me dikh rhe Revenuehits ke Ads pe kaisa bhi reaction karta hai to uske bhi hume paise milte hai. Jaise maan lo bo kebal mouse le jota hai or kebal apke ads ko dekhata hai kahne ka matlb impression ka bhi revenuehits hume paise deta hai.
Kitne Format Ke Ads Hai Revenuehits Me ?
Revenuehits 8 formate ke Ads provide karti hai

Banners
Popunders
Slider
Shadow Box
Top Banner
158*21 Button
Footer
Interstitial
5 Mobile Formate ads bhi jo Mobile ke liye best hai

Aap alag-alag format ke Ads unit create kar ke Ads laga sakte hai apne blog me.
Revenuehits Ki kuch khas Khubiya
Revenuehits ka CPM rate dusre Ads Network se achha hai.
Aap apne hisab se Ads choose kar ke laga sakte sakte hai.
SIGN UP karte hi turant Approval ho jati hai.
Isse Minimum 20$ Payout le sakte hai.
Revenuehits ke Ads humare Blog(Website) pe widget ki tarah adjust ho jate hai jisse visitor ko koi paresani nahi hoti post padhne me.
Revenuehits Payment Kaise Karti Hai ?
Revenuehits paypal, Payoneer, aur Wiretransfer ke madhyam se Payout karti hai. Jisme hum Paypal ke dwara Minimum 20$ Payout le sakte hai.
To ab aap jan chuke hai ki Revenuehits kya hai aur ye kaise kam karti hai. Agar aap Account banana chahte hai to niche button par click kar ke asani se bana sakte hai
Agar koi problem ho to aap in simple simple steps ko follow kare.
yah bhi jarur padhe:-


Step1. sabase pahle aap yaha par click kare sign up aur revenuehits ki website par jayen aur fir sign up publishare par click kare.
Step.2 
ab ak form khulega ush form me apko apni website ki puri jaankari thik se fill (bhare) kare agar koi problem ho to aap ish image ko dekh leab ak form khulega ush form me apko apni website ki puri jaankari thik se fill (bhare) kare agar koi problem ho to aap ish image ko dekh le. Aur form fill karane ke baad continue par click kar de.
Step3. 
same step karni hai yanha par apko apne bare me ish form me barna hai jaise apna name, email, first name etc thik se bhare(fill) kare fir continue par click kare
Fir apko same step karni hai yanha par apko apne bare me ish form me barna hai jaise apna name, email, first name etc thik se bhare(fill) kare fir continue par click kare
Step4. ab apke samne ak box khulega ushme revenuehits ki terms and condition hongi apko niche ak chute sa box ka icon dekhega ush par tick karane ke baad I agree to these terms & condition>> par click kare.
Step5. 
aap pyament method baad me bhi select kar sakte

Fir apko payment method select kare jaise paypal, payneer etc agar aap payment method select NHI karna chante ho to dicide later par click rahne de kynki payment method aap baad me bhi select kar sakte ho fir continue par click kar de.
Step6. ye last step hai ish step me aap apne ush email id se login ho jo apne revenuehits ke liye fill kiya ho. Apke email box me revenuehits ki tarf se ak mail gya hoga aap ush par click kare fir mail me activate my account par click kare fir apne revenuehits account me login ho. Ab apka account baan chukka hai ab aap revenueits ke code copy kare aur apni website me laga de. agar apne abhi tak apna account nhi banaya hai to yanha click kare aur account apna account bana le.
sign up become pubilishare
Agar apko ye nhi pata hai ki apne blog ya website par ads kaise lagate hai to yaha click kare

Friends main ummeed karta hun Ki ye jaankari apko achi lagi hogi aur ishse apko kuch help jarur melegi. Agar apko online paise kaise kamante hai ishke ke bare me aur kuch jaankari chahiye ho to hume comment kare main age bhi aap friends ke liye aisi hi useful internet se judhi jaankari aur tips ke bare me share karta rahunga aap hume comment karke jarur batayen ki ye jaankari apko kaisi lagi aur apne friends ke sath hume jarur share kare. Humare sabhi new post ke updates ke liye Hume subscribe kare. Hamara facebook page like kare jishse har post ki jaankari apko facebook par mil jayegi humara facebook page like karne ke liye yanha click kare like on facebook
Previous
Next Post »

2 comments

Click here for comments
15 May 2016 at 23:43 ×

1 clic par ye kitna deti hai

Reply
avatar
16 May 2016 at 00:55 ×

ye to mujhe bhi confirm nhi pata hai kynki main isko use nhi karta hu par han ye vistor dwara kiye gaye har reaction par paise deti hai.

Reply
avatar

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon