Lasso tool ka use kya hai kaise kare losso tool use adobe photoshop - tutorial in hindi - chapter 2

 Lasso tool ka use kya hai kaise kare losso tool ka use ?

Lasso tool ka use kya hai kaise kare losso tool use adobe photoshop - tutorial in hindi - chapter 2
'source 
 Hello friends main ajj adobe photoshop ka tutorial basic se start kar raha hu. 
Ish se pahle aap sikh chuke ho ki adobe photoshop me image import kaise kare. Ab aap sikhoge losso tool ke bare me. Main apko is tutorial in hindi - chapter 2 lasso tool se ke bare me batunga.

Lasso tool ka kya use hai?

Friends lasso tools ka use hum basically image ka back ground change karne me karte hai. Iske alba aap iska use image ka face cut karne me or change karne bhi kar sakte ho bo main apko age batunga.
To friends aoo mai apko bata dun ki kaise lasso tool ki help se hum image ka background change kare.
Step1. sabse pahale jis image ka background change karna ho aap us image ko ctrl+O se import kare
Lasso tool ka use kya hai kaise kare losso tool use adobe photoshop - tutorial in hindi - chapter 2  Ab aap sikhoge losso tool ke bare me. Main apko is tutorial in hindi - chapter 2 lasso tool se ke bare me batunga.Friends lasso tools ka use hum basically image ka back ground change karne me karte hai. Iske alba aap iska  Step2. ab aap apne adobe photoshop me  lasso tool par click kare or iska shortcut key L dabaye aur lasso tool select kar le .
Step3. ab aap apne mouse ke left click ko dabye rahe aur jitney image ka apko background change karna ho aap apne mouse se utni hi range bana le jaise maine is image me banai hai.
Step4. uske baad aap ctrl+N press kare aur ya file par jakar new par click kare fir ak blank box open hoga usme aap apne image ke liye background ka size as-pixil, color etc set kare fir  ok par click kare.
Step5. 
Lasso tool ka use kya hai kaise kare losso tool use adobe photoshop - tutorial in hindi - chapter 2  Ab aap sikhoge losso tool ke bare me. Main apko is tutorial in hindi - chapter 2 lasso tool se ke bare me batunga.Friends lasso tools ka use hum basically image ka back ground change karne me karte hai. Iske alba aap iska  ab aap move tool ka use kare uske liye aap V press kare aur apne mouse ke left click se ush range ko ush blank background me le jay. Is image ko dekhe samjhne ke liye.
Age abhi aur tool ke bare me batunga jinki help se aap apna image ke backgarund ko change kar sakte ho ashani se.
To friends unmeed hai ye jaankari apko achi lagi hogi aur aap ne ish se kuch sikha hoga
aap samjh gaye hoge agar apko koi problem ho to hume comment jarur kare.
Hume khusi hogi agar mai apki help karne me.
Friends aap adobe photoshop elements ko thik se sikhna chante ho to abhi turant aap hume subscribe kare aur hanmara facebook page like karna na bhoole ishse apka fayada ye hoga kynki jab bhi main adobe photoshop tutorial ki koi new post update karunga to apko uski jaankari turant mil jayegi.
Ye jaankari apko kaisi lagi aap jarur batayen aur agar apko ye jaankari achi lagi ho to share kare.


  
Previous
Next Post »

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon