healing brush tool adobe photoshop tutorial in hindi chapter-4

healing brush tool adobe photoshop tutorial in hindi chapter-4

healing brush tool adobe photoshop tutorial in hindi chapter-4
 Hello friends aaj main apko batunga ki healing brush tool ka use kaise karte hai
  1. healing brush tool - healing brush tool ka mostly use ye hai ki ye tool kisi bhi color ko kahi se bhi kisi dushare particular  hishe me paste kar deta hai jaisa for example maan lo ki agar apke face me kahi par koi dag or dhaba hai aur aap remove karna chante ho to aap apne face ka bo color select kare janha par dag nhi hai aur fir use dag wali jagah par past kar de. Agar apko smjh na ayaa ho to koi baat nhi main ak image apko dikhata hu.
  2. healing brush tool ka mostly use ye hai ki ye tool kisi bhi color ko kahi se bhi kisi dushare particular  hishe me paste kar deta hai
Ye dekho aap ish image ko dekho maine subsikho.com apne face pe likh rakha hai. Aur ab chanta hu ki subsikho.com remove ho jay to uske liye aap healing brush tool ka use kare . aap healing brush tool ka use karne ke liye alt key dabakar mouse se click kare aur fir image me janha par aap mouse se  click karoge banhi par bo image aa jayegi. Image aap meri dekh sakte ho. Aap uske size diameter ko apne hisab se set kar sakte ho.
Aap apne adobe photoshop me healing brush tool ka use karne ke liye shortcut key J ka bhi use kar sakte ho
 healing brush tool ka use karne ke liye alt key dabakar mouse se click kare aur fir image me janha par aap mouse se  click karoge banhi par bo image aa jayegi
Aao main apko ak aur image apni dikhata hun ish image me maine apni eye(ankh) ko healing brush tool banaya hai. Healing brush tool me ak sabse badhi baat ye hai ki aap ishe janha par use karoge ye ushi color me automatic select ho jati hai. Han to main apko bata raha tha ki aap ish image ko dekho maine apni imagee me healing brush tool ki help se eye banai hai. Kahne ka matlb aap smjh gaye hoge ki ye kaise kaam karta hai.
ye bhi jarur padhe-

friends mujhe umeed hai, ye jaankari apko achi lagi hogi aur agar apko koi problem ho to aap hume comment karke punch sakte ho hume khusi hogi apki help karne me.
To friends aap adobe photoshop elements ko thik se sikhna chante ho to abhi turant aap hume subscribe kare aur hanmara facebook page like karna na bhoole ise apka fayada ye hoga ki jab bhi main adobe photoshop tutorial ki koi new post update karunga to apko uski jaankari turant mil jayegi.          

Previous
Next Post »

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon