Facebook page kaise banate hai kya fayda hai facebook page ka ?

Facebook page kaise banate hai kya fayda hai facebook page ka ?

Facebook page se kya benefit hai?

Friends facebook page se aap apne kisi business, products or website ka promotion kar sakte ho. Kuch log personal use ke liye fb page banate hai. Iske alba aap facebook fage se social marketing bhi kar sakte ho.
To aao friends jaane ksise banate hai facebook page uske liye aap in simple steps ko follow kare

Step1. sabase pahle aap apne fb account me login ho uske baad fir aap menu me or apne facebook home par dekhe
 create page par click kare.
Step2. 












ab aap apne fb page ki category select kare aur apne fb page ka ak acha as title de. Title se malb aap jis subject se fb page banal rahe ho ushse related title de to acha rahega.
Step3. 
ab aap ish image me dekho yanha par apko apne facebook page ki description deni hai matlb apne fb page ke bare me 155 character me batana hai ishe jade an ho.
Uske baad niche apke pass agar koi website hai to uska link dale. Aur niche aap apne fb page ka url set kare agar nhi karna ho to save info par click ksr de.
Step4. ab lagbhag apka fb page baan gya hai aap, 2 profile picture aur 3 preferred page audience ko chane to turant set kar le ya fir skip ka use kare aur baad me set kar le. To ish tarha ab apka facebook page baan gya hai.


To friends aaj apne sikha ki facebook page kaise banate hai ummeed aap  sikh gaye hoge agar apko koi problem ho to hume comment jarur kare
Hume khusi hogi agar mai apki help karne me.
Friends aap facebook se related aur bhi kuch sikhna or janana chante ho to abhi turant aap hume subscribe kare aur hanmara facebook page like karna na bhoole ishse apka fayada ye hoga kynki jab bhi main facebook ki koi new post update karunga to apko uski jaankari turant mil jayegi.
Ye jaankari apko kaisi lagi aap jarur batayen aur agar apko ye jaankari achi lagi ho to share kare.


     
Previous
Next Post »

1.अपना comment आप हमें यहाँ करो।
2.आप गलत शब्दों का use ना करें हमें खुशी होगी।
3.आपके सबाल का जबाब आपको 24 घण्टे में मिल जायेगा। आपके email पर एक notification भी भेज दिया जायेग।
ConversionConversion EmoticonEmoticon